Wednesday, August 24, 2011

Aur na tarsaao saaki...

Aur na tarsaao, saaki... shaam jawan hai...
maikhana udaas hai, meri jaan kahan hai?

uss jaisa koi nahi... iss jahan mein
uss jaisa koi nahi... iss jahan mein
kho gayi kahan hai wo, pyaar yahan hai...
Aur na tarsaao, saaki... shaam jawan hai...
maikhana udaas hai, meri jaan kahan hai?

Nasha chadhta hi nhi, unke bagair...
Nasha chadhta hi nhi, unke bagair...
Hothon se pilado mujhe, dil mein toofan hai...
Aur na tarsaao, saaki... shaam jawan hai...
maikhana udaas hai, meri jaan kahan hai?

Kyun nahi samajhti hai wo, mere jazbaaton ko...

jaam-e-husn kisi aur ko na pilana, ye farmaan hai...
Aur na tarsaao, saaki... shaam jawan hai...
maikhana udaas hai, meri jaan kahan hai?

(can anyone translate the script for me?)

No comments:

Post a Comment